Aaj ke is video me aap sabhi ko recent update di hai Bitcoin price ki,
Recent video me humne technical analysis karke details me explain kiya tha bitcoin price prediction and Ethereum price prdiction, Btc dominance, Binance coin (BNB) techical analysis,
So abhi bitcoin ka price bearish flag ke support ko hold kiye hue hai and jaise hi iska breakdown hoga so bitcoin price apne recent los 17600$ ko break karke new low laga sakta hai,
Then hame 69000$ ke baad ab bitcoin ka bottom dekhne ko mil sakta hai so abhi agar aap futures trading kar rahe hai so be careful and achhe se samajh kar trade lijiye because market abhi bahut jyada volatile hai.
WIsh your success:
#crypto #bitcoin #btc
25 Comments
Good work bhai G Thanks you
Thanks for this useful update brother. kya ab Shiba is bear market me bullish rahega ya wo bhi 30 to 40 percent correction le sakta hai?
Thanx u bhai
Good morning sjr nice information thanks
Maximum kitne years lag jaenge is market ko up jane mein pls guide
Pls karo sir 🙏🙏🙏🙏
Jazakallah bhai❤️❤️
Bhai sham ko ek ghante ka live stream
Sir ENS KA KYA HAI ISME KYA HO SAKTA HAI UP HO SAKTA HAI YA AUR DOWN JAYEGA
What about Adx ? Please have some comments or video on this. Thanks
Sir live stream please
Aaj live session kariye sir please
👍👍🎉
Bhai Bitcoin ko neche Jane do btc ko shot kiya 24860$ se badi qty h Miri Tp 20600$ h
Sir new luna aur old luna par 1 video bana dijiye plz
Zilliqa coin analysis kardo sir
ETH proof of work se proof of stake par shift ho raha hai… ye proof of work aur proof of stake hota kya hai ho sake to aasan bhasha mai samjhaiye
salam sir
sir aap konse coins hold karne wale ho uss list ka ek video bana dena
Salam alykum Rashid brother jazakalah for the update much appreciated
Please do a live stream brother today love listening to you
Hello sir….. please bitgert ka bata dijiye..
Sir please live streaming kijiye
Sir next bull run ke liye acche coin shear kro
Thank you so much for updates bhai…
Bhut bhut dhnyvad rashid bhai
Aapse achha analysis koi bhi nhi krta
U r my favourite youtuber
Shiba ka kya krna chahiye ?